India ki Existing Government 01 July se poore desh me GST lagu karne jaa rahi hai. Year 1947 Independence ke baad India ke Tax System me yah the biggest changes hai. 01 July 2017 ko GST lagu hote hi apne desh India me bhi One Nation, One Market and One Tax (एक राष्ट्र, एक बाज़ार और एक टैक्स) System start ho jayega. GST ka full form to aap jaroor jante hoge Goods and Service Tax. pahle State wise Tax Vary karta tha jis wajah se Product ka rate bhi state wise Vary karta tha. Lekin ab GST ke aa jane se poora desh Single Tax Structure System ke andar aa jayega.
Kya apko pata hai 01 July 2017 se due to GST, GST ke alawe bhi kai Changes aayega. kya aapko yah changes pata hai. Is Changes ke liye aap ready hai. Is Changes se individuals par kya asar parega.
GST Kya Hai
- GST ka poora Name Goods and Service Tax hai. Yah Central government aur state government ke dwara lagaye jaa rahe direct and Indirect Tax ke badle ek single Tax lagaya jayega jo hai GST.
- GST poore desh me 01 July 2017 se implement kar diya jayega.
- GST ke Lagu ke baad kai Products and Services par TAX lagna band ho jayega to kai Products and Services par Tax ka amount badh jayega.
CA ke liye New Syllabus
Prime Minister Narendra Modi 01 July 2017 ko CA (Charted Accountants) ke liye GST based New Syllabus Launch karenge. CA ka New Syllabus me GST Taxation System ko Add kiya gaya hai yah International Education Standard ke according hai.
Australlia ke Liye Online Visitor Visa
Australlia Government ne Indian Tourist ke liye 01 July 2017 se Online Visitor Visa start karne ka announcement kiya hai. Online Visitor Visa start hone ki wajah se Approval Process fast ho jayega.
Sudia Aurabia me Pay karna hoga Family Tax
Sudi Ararb Government ne Immigrants par Family Tax lagane ka plan kiya hai. yah family Tax per month hoga. Year 2017 me yah Tax amount 100 Riayal Per Person hoga. Next Year (2018) July se yah Tax Amount badh kar 200 Riyal per person ho jayega. Sath hi year 2020me yah Tax Amount 400 Riyal per person ho jayega.
Adhar Card mandatory for Scholarship
Human Resource Ministry ne apne announcement me kaha hai Student ko Government Scholarship lene ke liye ya jo students abhi scholarship le rahe hai 30June 2017 tak apna UID (Adhar Card Number) SCholarship ke sath attach karwa le.
BLOG बनाने के लिए BEST 50 Topic
[Case Study] Today’s dangerous disease आज के समय का सबसे बड़ा रोग क्या कहेंगे लोग !
PDS (Public distribution system) Benefit
Public Distributor System ke Benefits ko Adhar se link kar diya gaya hai. PDS Benefit ka use karne ke liye public ko 01 July 2017 se phle Adhar Card ko Ration Card ke sath link karwana mandotary hai.
PF Account
EPFO (Employees’ Provident Fund Organisation) ne 30 June tak PF account ko Adhar card ke sath link karane ke liye order kiya hai. pensioners ko bhi Adhar Card Bank Account ke sath Link karane ko kaha gaya hai. According to EPFO Adhar Card linking ke baad Fund Release & Sattlement karne me lagne wala samay kam ho jayega.
शाम के बाद महिलाओं के साथ ऐसा नहीं कर सकते हैं !
My Experience with Google Search सम्मलेन जो 05 July 2017 को मैंने Attend किया – Ashutosh Choudhary
Passport Service
Ministry of External Affairs ne Adhar Card ko mandatory document announce kar diya hai. Aise me without card New Passport ke liye User Apply nahi kar sakta hai.
Raiway Ticket
Railway Ticket lena bahut tough hai iske kai wajah hai. sath hi kai sari galtiya bhi hote aa rahi hai kisi ke Ticket par koi aur hi Travrl kar leta hai. Aise me Galat Use aur Leakage ko break karne ke liye Indian Railway ne Ticket par discount ke liye Adhar Card Number mandatory kar diya hai.
GST ke bare me 7 Important Points
Adsense Account Kaise Banaye Full Guide for beginners in hindi
PAN Card Number :
New PAN Apply karne ke liye Adhar Card mandotary document hai. 01 July 2017 se without Adhar Card User New PAN ke liye apply nahi kar sakta hai.
PAN Card Link to Adhar Card
01 July 2017 se PAN card ko Adhar Card ke sath link karna mandatory kar diya hai. Aisa hone se Tax Chori bahut had tak roka ja sakta hai. yadi aap PAN ko Adhar Card ke sath Link nahi karte hai to aapka PAN Card bekar ho jayega.
Free में अपने Products या Services को Promote कैसे करें ?
IT Return
Without Adhar Card Income Tax Return nahi bhara ja sakta hai. ITR File karte samay Adhar Number mandatory hai.
Is Post me aapne jana 01 July 2017 se GST ke sath – sath aur kaise Changes kiye jayenge. Dhyan Rahe Puri Post me jo sabse jyada Important Point hai wah hai Adhar Card Yadi aapke paas Adhar Card hai to bahut achchhi baat hai yadi nahi hai to jaroor banwa le.
GST se Related Sabhi Post ko padhne ke liye Click Kare
You may also read
ऐसा रहस्मय जगह जिसे आज तक वैज्ञानिक भी नहीं सुलझा सकें!
101 Interesting facts about world Must Know
India में Graduates बरोजगार क्यूँ हैं?
Blog के लिए Best Domain Name का Selection कैसे करें?
पैसा कमाने के लिए Domain Sell कैसे करें?
Blog पर Traffic कैसे बढ़ाये How To Drive Traffic to Your Blog?
GST Kya hai, GST Kaise Kaam Karega, GST ka full Form Kya hai In sab sawalo ka jawab aapko mil chika hai yadi aap GST ke Bare me kuchh aur janana chahte hai to Comment me poochh sakte hai. Is Post ko apne Social Media Profiles par jaroor share kare. Thank You !
GST aane se commerce student ke liye ek aur vikalp mila.
Best GST Software Kaun sa hai.
kRISHNA JI KAI LOGO KA COMMENT AA CHUKA HAI LAGTA HAI AB BEST GST SOFTWARE KA LIST TAIYAR KAR PUBLISH KARNA HI HOGA.