GST Kya hai and Positive Impact of GST in India

GST Kya hai and Positive Impact of GST in India  GST क्या है और GST का सकारात्मक परिणाम क्या है ?

GST Full form Goods and Service Tax hota hai. Jiska matlab Wastu aur Sewa Kar (वस्तु और सेवा कर) hai. GST ke bare me sabhi janna chahte hai GST kya hai, GST Kaise kaam karta hai, GST se kya fayda hai, Important Point about GST, Changes due to GST, Best GST Software, GST Consultant and  Latest Information on GST. In sab Topic ke bare me  Sabhi janna chahte hai. Isse pahle bhi GST ke bare me mai kai Post likh chuka hu. Aage bhi GST se related update Post karta rahunga. Aaj ke Post me mai baat karunga Positive Impact of GST in India.

Positive Impact of GST in India

GST ka Full Form to aapko pata hi hai Goods and Service Tax. GST Kya Hai yah bhi aapko pata hoga kyunki mai pichhle Post me bata chuka hu. Yadi aap New Visitor hai to GST Category me likhe gaye Post ko padhe. Waise Short me bata deta hu.

[Case Study] Today’s dangerous disease आज के समय का सबसे बड़ा रोग क्या कहेंगे लोग !

INTERNET से पैसा कैसे कमायें ?

Some Interesting Facts जो शायद आप नहीं जानते !

ऐसा रहस्मय जगह जिसे आज तक वैज्ञानिक भी नहीं सुलझा सकें !

GST Kya hai :

  • GST ka poora Name Goods and Service Tax hai. Yah Central government aur state government ke dwara lagaye jaa rahe direct and Indirect Tax ke badle ek single Tax lagaya jayega jo hai GST.
  • GST poore desh me 01 July 2017 se implement kar diya gaya hai.
  • GST ke Lagu ke baad kai Products and Services par TAX lagna band ho jayega to kai Products and Services par Tax ka amount badh jayega.

Ise Hindi me wastu aur seva kar (वस्तु और सेवा कर) kahte hai. GST ke lagu karne ka main reason hai National Economy ko improve karna. GST lagu hone se Rest sabhi Tax System ko khtm kar diya gaya. 01 July 2017 se sirf GST hi pay karna hoga.

GST से होने वाले फायदे को जानने के लिए जरूरी है GST को सही से समझना. हम एक साथ इसके Impact को नहीं पढ़ सकते हैं. Details में पढने के लिए सभी Sector के बारें में अलग – अलग पढना होगा. शुरुआती दौर में देखा जाये तो सबसे जरूरी चीज़ है रोटी और कपड़ा इसके बाद मकान आता है. रोटी जिसके अन्दर भोजन की सभी सामग्री आती है. कपड़ा जिसके अन्दर तन ढकने की बात होती है. आखिरी में है मकान रहना मतलब Real Estate सामान्यतः सभी लोग अपना खुद का घर नहीं बना पाते हैं. घर की बात करें तो हम किराये के घर में भी रह सकते हैं लेकिन किराये का खाना नहीं खा सकते हैं.

भोजन की सभी सामग्री एक Chain System से End User तक पहुँचता है. ऐसे में हमें कुछ Terms को जानना होगा जैसे Manufacturers, Distributors और Retailers. सबसे पहले GST का Impact इस System पर जानना ज्यादा जरूरी है. इसके अलावे भी कई Sector हैं. जैसे Service Providers, Logistics, Ecommerce, Pharma, Telecommunications, Textiles, Freelancers, Automobiles, etc…

इन सभी Sector की जरूरत सभी को Directly नहीं है. लेकिन Effect of GST on Manufacturers, Effect of GST on Distributors और Effect of GST on Retailers यह जानना जरूरी है.

Manufacturing Sector : Manufacturing Sector me pahle ek hi product par kai baar Tax pay karna hota tha lekin GST implementation se isme rahat mila hai. GST lagu hone se Manufacturing Cost me kami aayi hai. Jis wajah se Kuchh Product sasta hua hai.

Pahle Raw Leather Ke business par koi Tax nahi tha lekin ab is par 5 % ka tax lag raha hai Aisa hone se Government ko benefit hai. Aur yadi Raw material par par pahle se Tax hai to aise me Final Product cost par Tax Slab kuchh aise set kiya hai jisse Tax me kafi sudhar hua hai.

Positive Impact of GST in India : 

  • GST Single Taxation System hai jisne kai sare Indirect and direct Tax ko replace kar diya. Abhi tak kai Tax lagte the jaise Sales Tax, Excise Tax, Entry Tax, Service Tax, etc. Aur na jane kitne Tax lagta tha. Lekin ab one and only GST hi lagega.
  • GST lagu hone se Government aur System dono ka burden kam hua. State and Central me alag – alag Tax hone ki wajah se kai sabhi Department ka Tax alag – alag pay karna parta tha.
  • Kai Tax hone ki wajah se kai Jagah Tax Pay karna hota tha jisse Corruption ka chances jyada tha. Ab sabhi Tax ek Single Single roof GST ke andar aa jayega.
  • Indian Government ka aisa kahna hai ki GST lagu hone se Corruption bahut kam ho jayega.
  • GST lagu hone se daily uses wale product ka cost bahut kam ho gaya hai. Yah Mango People ke liye Good News Hai.
  • Crruption Free Taxation System : GST ka main aim Taxation ko Corruption free karna hai. Yah Azadi ke baad Taxation System me sabse bara badlaw hai.
  • Market Development : Pahle sabhi point par alag alag Tax lagta tha. lekin GST lagu hone se kisi bhi Product par sirf ek baar hi Tax lagega.

Online Income ke liye Free me Blog Kaise banaye ?

Blog पर Traffic कैसे बढ़ाये How To Drive Traffic on Your Blog ?

GST Kya hai Product Wise GST Rate in India

सपनों से जुड़े ये राज जानकर चौंक जाएंगे आप ! Interesting Fact About Dream !

  • GST lagu hone se Export ko badhawa milega.
  • GST lagu hone se market me 1,00,000 Vacancy (नौकरी) aayi.
  • Tax ka chori kar pana mushkil ho gaya hai jisse Desh ka Economy growth badhega.
  • Transparency :  GST lagu hone se Taxation system me Transparency aa gai hai. Pahle Taxation Chain System me tha, Yearly Pay karna hota tha. Lekin GST Monthly pay karna hoga. Purchase aur Sale dono Entry Upload karna hoga.
  • Information Technology : GST lagu hone se IT sector me bhi kai nayi Vacancy aayi. Kai Company GST Compatible Software bana rahi hai aur Digitally uska Advertisement kar rahi hai.
  • Building Material : Building Material me Cement par lagne wala Tax ka Rate kam ho gaya hai. Jisse Cement ka price kam hua hai. Kam earning wale log bhi ab apna Ghar bana payege.
  • The biggest of GST is Kisi Bhi Product ka Price Poore desh me ek saman hoga. pahle sabhi state ka Tax alag tha jis wajah se price Vary karta tha.
  • 20 Lakh Turn Over : Small Business jiska Turn over 20 Lakh se kam hai use GST ki koi jaroorat nahi hai. Kahne ka matlab Small Business owner ko benefit hai.

Daily uses ke Product par GST Rate 18 % ya usse Kam hai.

GST Rate on Product

Is Post me aapne jana Positive Impact of GST. GST se related sabhi Post padhne ke liye is link par Click kare. Agle Post me hum baat karege Negative Impact of GST in India. GST se related Kuchh aur janna chahte hai to Comment Box me Comment Kare.

You may also read

BLOG बनाने के लिए BEST 50 Topic

101 Interesting facts about world Must Know

GST ka Full Form Kya hai GST se kya fayda Hai !

अपने Domain को Hackers से Safe कैसे रखे ?

Must Read Three Stories of Steve Jobs for change your Life !

Future of Indian Bloggers and Problems with Indian Bloggers

Jaisa ki mai upar bhi bata chuka hu GST Fullform Goods and Service Tax hota hai. Jiska matlab Wastu aur Sewa Kar (वस्तु और सेवा कर) hai. GST ke bare me sabhi janna chahte hai GST kya hai, GST Kaise kaam karta hai, GST se kya fayda hai, Important Point about GST, Changes due to GST, Best GST Software, GST Consultant and  Latest Information on GST.

यदि यह जानकारी आपको अच्छी लगी तो Spread the love Please Share...
Ashu Garg

Guruji Tips is a website to provide tips related to Blogging, SEO, Social Media, Business Idea, Marketing Tips, Make Money Online, Education, Interesting Facts, Top 10, Life Hacks, Marketing, Review, Health, Insurance, Loan and Internet-related Tips. यदि आप भी अपना Content इस Blog के माध्यम से publish करना चाहते हो तो कर सकते हो. इसके लिए Join Guruji Tips Page Open करें. आप अपना Experience हमारे साथ Share कर सकते हो. धन्यवाद !

1 thought on “GST Kya hai and Positive Impact of GST in India

  1. Hi, u give very interesting information about GST . it is very important that people know it and increase there knowledge about GST.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *