Google Adsense Account Apply karne ke baad EK sawal jo aapke man me jaroor machcal raha hoga.
Google Adsense FAQ
Q. Adsense Account Approved Hone Me Kitna Time Lagta Hai?
Yah Time applicant ke Geographical Location par depend karta hai. Pahle bahut kam log iske bare me jante the so jaldi approval mil jata tha. Lekin ab Kuchh jyada samay lag jata hai. Aise me intzaar karna hi sahi hai. tab tak Blog ke Traffic ko badhane par dhyan de. Yadi aapka kismat achchha hai to may be one to two days me approval mil jaye.
Q. Adsense Payment kab aur kaise karta hai ?
- Google Adsense ka Payment threshold $100 hai.
- Iske baad hi Google Payment release karta hai.
- Yah wire Transfer se aapke account me payment transfer karta hai.
- Is Month ka Payment Next Month aayega.
- Payment release ka email month ke 21 taarikh ko ata hai.
- Account me Payment 26 ya 27 Taarikh ko aata hai.
Note : Payment Receive karne ke liye Adsense Account ka PIN verified aur Tax information Submit hona chahiye.
Tax Information aapke Business ke Geo Location aur Nature par depend karta hai.
Yadi aapka Residence US (United State) nahi hai to sabhi me No Option Select kar le.
Adsense Account Kaise Banaye ka sabhi Steps Complete ho gaya.
You may also read
SEO Purpose से Site Launch से पहले Domain कैसे Park करें?
High Quality Content Kaise Likhe? [Case Study]
Bounce Rate Kya Hai aur Ise Kaise Check Kare?
SEO Tutorial for Beginners in Hindi
Ummid karta hu Adsense Account Kaise Banaye Full Guide for Beginner aapko Adnsense Account Create me bahut madad karega.
Yadi aapko Adsense Account Create karne me koi Problem ho to Comment me jaroor puchhe Aapki sahayta kar hame khushi hogi. Adsense Account kaise banaye Yah Post kaisa laga Comment me apna bataye.
Is Article ko apne Social Media Profile Par Jaroor Share kare. Iske liye aapko Agrim Dhanyawaad !
Nice Post Sir and Very helpful Post Google Adsense Account Kaise Banaye Full Tutorial
Mere pass WordPress site bhi hai or google adsense account bhi par me do no ko set nhi Kat pa raha hu
Kya problem aa rahi hai.
nice article it’s helpful. thanks
nice information
Sir mai new hu is field m….But blog start krna chahti hu….kya blog banane k 6 months k bad absence apply hoga aur kis gmil i’d se login) krenge jisse blog m use kiya h wo ya other….???
N kya main ek se jada blog bna skti hu?
Adsense ke liye kabhi bhi apply kar sakti ho. ek gmail se ek adsense apply kar sakte ho. aap jitna chaho utna blog bana sakte ho.
Beginners के लिए बहुत अच्छा गाइड है. वैसे भी हिंदी ब्लोग्गेर्स के लिए Google Adsense के अलावे कोई अच्छा आप्शन नहीं है.
thanks for sharing this information. have shared this link with others keep posting such information.
hey
your article is really very informative thanks for sharing
keep it work
Thank you Mr. Rajat Kushwaha
Sir yadi WordPress. Com pe free id banaya ho to Kya use Google adsense se job sakte hai.. Matlab Kya usko as a website use Kar sakte hai.. Ye bata dijiye
WordPress.Com पर Adsense का Code नहीं लगा सकते हैं.
Impressiv information sir
naya blogger keliye acchi jankari
Thank You Utpal Kanwar
Ye bataye agar adsense ka pin ni aata to usko verifie krne ka dusra tarika ni h??
Adhar Card se verify kar sakte hai.
Sir,
main aapse ek jaankari chahta hu.jaisa ki maine ek blog banaya
jiske throw mene adseanse account creat kar liya jisme mene 5-6 posto
publish ki par maine uss blog par post karna band kar diya.isske baad
maine dusar blog banaya jiska domin purches kiya.jo knowledgehindi
ke naam se hai.aap muje yeh bataye ki iss blog ke liye adseanse account ko
creat karna hoga ya pahle wale blog ke dowara banaya gaya adseanse a/c
ka use kare to kaise kare.agar knowledgehindi.com ke dusra banaye to
adseanse ke neeyam ke virodh to nhi hoga .plse help me sir.
Purane adsense ka code is site par use kar sakte hain.
web sit naahi hai to kya kare
Website नहीं है तो बनाये. https://gurujitips.in/how-to-create-a-blog-for-free-hindi/
Thank YOu Ashutosh bhai,, GOod infromation
Welcome Virat and Thank You for your Complement.